Kal raat Maine apny sary dukh Kamry ki diwaro se keh daly
Ab mai soya rehta hoon Or Diwaarain ROTI rehti hai
nazroon say dil main utar janay ka fun rakhtay ho
tum lafzoon se apnanay ka fun rakhtay ho
kuch loog jeet k b har jatay hain
tum haar k b jeet janay ka fun rakhtay ho
Kash wo kabi palko pe sajaaye mujhey
Ruthon kabi to wo manaye mujhey
Dil uski yaad se ek pal be ghafil nai
Phir kaisay Mumkin hai ke wo bhool jaye mujhey
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletem
ReplyDelete/
ReplyDelete